Sunday, July 12, 2009

the intern song

Chorus: kaam kiya toh darna kya
kaam kiya toh darna kya

internship pe kaam kiya hai
koi baikati nahi ki
toh phir report likhne se darna kya


(chorus)

internship pe kaam kiya hai
koi masti nahi ki
toh phir safed kagaaz ko kaala karne mein darna kya

(chorus)

internship pe kaam kiya hai
eurotrip ke liye koi bahana nahi maara
toh phir report likhne mein itna sochna kya.

(chorus)

No comments:

Post a Comment